|
Diwali Aarti is the special prayer
sung in praise of God after the puja
is over. There are different Diwali
aartis for Lord Ganesha and Goddess
Lakshmi. These are special prayers
devoted to deities and are sung all
over India. Through these prayers,
we admire and appraise the Almighty
for His benevolence. These aartis
are sung in melodious tunes during
the puja and aarti. People believe
that the Diwali aarti pleases the
Lord and he bestows us with good fortune
and good luck.
In fact, there are other devotional
songs too that can be sung on this
religious festive occasion. These
are most commonly and popularly known
as ‘bhajans’. While sung together
by elders and children, it creates
a spiritual and divine atmosphere.
It fills the heart with divine spiritually.
There is custom to sing the Lord Ganesha’s
aarti before any other devotional
song. Some of the common Diwali aartis
are:
Diwali Aarti for Lord Ganesha
Jai Ganesha Jai Ganesha Jai Ganesha
Deva
Maata Jaaki Parvati Pitaa Mahadeva
Ladoowan Ka Bhog Lage Sant Karen Sevaa
Jai Ganesh Deva
Eka Dant Dayavant Chaar Bhujadhari
Maathe Par Tilak Sohe Muse Ki Sawaari
Paan Chadhe Phool Chadhe Aur Chadhe
Mevaa
Jai Ganesh Deva
Andhe Ko Aankh Det Kohin Ko Kaaya
Banjhan Ko Putra Det Nirdhan Ko Maaya
Surya Shama Sharan Aaye Safal Kijye
Sevaa
Jai Ganesh Deva
The Universal Aarti for All Occasions
Om Jaya Jagadheesha Hare
Swami Jaya Jagadheesha Hare
Bhakta janonke sankat
Bhakta janonke sankat Kshan me door
kare
Om Jaya Jagadheesha Hare
Jo dhyave phal pave
Dhukh bin se man ka
Swami dhukh bin se man ka
Sukha sampati Ghar ave
Sukha sampati Ghar ave
Kasht mite tan ka
Om Jaya Jagadheesha Hare
Mata pita tum mere
Sharan padum mi kis ki
Swami sharan padum mi kis ki
Tum bina aur na dooja
Tum bina aur na dooja
Asha karum mi kis ki
Om Jaya Jagadheesha Hare
Tum pooran Paramatma
Tum Antaryami
Swami Tum Antaryami
Parabrahma Parameshwara
Parabrahma Parameshwara
Tum sab ke Swami
Om Jaya Jagadheesha Hare
Tum karuna ke sagar
Tum palan karta
Swami Tum palan karta
Mi sevak tum swami
Mi sevak tum swami
Kripa karo bharta
Om Jaya Jagadheesha Hare
Tum ho ek agochar
Sab ke pranapati
Swami sab ke pranapati
Kis vidhi miloom dayamaya
Kisi vidhi miloom dayamaya
Tum ko mi kumati
Om Jaya Jagadheesha Hare
Deena bandhu dukh harta
Tum rakshak mere
Swami tum rakshak mere
Apane hast uthavo
Apane hast uthavo
Dwar khada mi tere
Om Jaya Jagadheesha Hare
Vishaya vikar mithavo
Pap haro deva
Swami pap haro deva
Shraddha bhakti badhavo
Shraddha bhakti badhavo
Santan ki seva
Om Jaya Jagadheesha Hare
Tan man dhan sab kuch hi tera
Swami sab kuch hi tera
Tera tujh ko arpan
Tera tujh ko arpan
Kya lage mera
Om Jaya Jagadheesha Hare
Om Jaya Jagadheesha Hare
Swami Jaya Jagadheesha Hare
Bhakta janonke sankat
Bhakta janonke sankat
Kshan me door kare
Om Jaya Jagadheesha Hare
Goddess Lakshmi Aarti
Maa Lakshmi Aarti
Jai lakshmi maataa, Maiyaa jaya lakshmi
maataa
Tumako nishadina dhyaavata, Hara vishnu
vidhaataa
Brahmaanii, rudraanii, kamalaa, Tuuhii
hai jaga maataa
Suurya chandramaa dhyaavata, Naarada
rishi gaataa
Durgaa ruupa nirantara, sukha sampati
daataa
Jo koi tumako dhyaavata, riddhi siddhi
dhana paataa
Tuuhii hai paataala basantii, Tuuhii
shubha daataa
Karma prabhaava prakaashaka, Jaganidhi
ke traataa
Jisa ghara mein tuma rahatii, saba
sadaguna aataa
Kara sake koii kara le, mana nahin
ghabaraataa
Tuma bina yagya na hove, Vastra na
koii paataa
Khaana paana kaa vaibhava, Saba tumase
hii aataa
Shubha guna mandira sundara, Kshirodadhi
jaataa
Ratana chaturdasha tuma hii, Koii
nahiin paataa
Aartii lakshmii jii kii, Jo koii nara
gaataa
Ura aananda umanga ati, Paapa utara
jaataa
|